Thursday, 21 July 2011

ہر بار میرے سامنے آتی رہی ہو تم

ہر بار میرے سامنے آتی رہی ہو تم
ہر بار تم سے مل کے بچھڑتا رہا ہوں میں
تم کون ہو یہ خود بھی نہیں جانتی ہو تم
میں کون ہوں یہ خود بھی نہیں جانتا ہوں میں
تم مجھ کو جان کر ہی پڑی ہو عذاب میں
اور اسطرح خود اپنی سزا بن گیا ہوں میں
 تم جس زمین پر ہو میں اُس کا خدا نہیں
پس سر بسر اذیت و آزار ہی رہو
بیزار ہو گئی ہو بہت زندگی سے تم
جب بس میں کچھ نہیں ہے تو بیزار ہی رہو
تم کو یہاں کے سایہ و پرتو سے کیا غرض
تم اپنے حق میں بیچ کی دیوار ہی رہو

میں ابتدائے عشق سے بے مہر ہی رہا
تم انتہائے عشق کا معیار ہی رہو
تم خون تھوکتی ہو یہ سُن کر خوشی ہوئی
اس رنگ اس ادا میں بھی پُر کار ہی رہو

میں نے یہ کب کہا تھا محبت میں ہے نجات
میں نے یہ کب کہا تھا وفادار ہی رہو
اپنی متاعِ ناز لُٹا کر مرے لیئے
بازارِ التفات میں نادار ہی رہو

جب میں تمہیں نشاطِ محبت نہ دے سکا
غم میں کبھی سکونِ رفاقت نہ دے سکا
جب میرے سب چراغِ تمنا ہوا کے ہیں
جب میرے سارے خواب کسی بے وفا کے ہیں
پھر مجھ کو چاہنے کا تمہیں کوئی حق نہیں
تنہا کراہنے کا تمہیں کوئی حق نہی

میں نے روکا بھی نہیں اور وہ ٹھہرا بھی نہیں

میں نے روکا بھی نہیں اور وہ ٹھہرا بھی نہیں

حادثہ کیا تھا جسے دل نے بھلایا بھی نہیں

جانے والوں کو کہاں روک سکا ھے کوئی

تم چلے ھو تو کوئی روکنے والا بھی نہیں

دور و نزدیک سے اٹھتا نہیں شور زنجیر

اور صحرا میں کوئی نقش کف پا بھی نہیں

بے نیازی سے سبھی قریہء جاں گزرے

دیکھتا کوئی نہیں ھے کہ تماشا بھی نہیں

وہ تو صدیوں کا سفر کر کے یہاں پہنچا تھا

تو نے منہ پھیر کے جس شخص کو دیکھا بھی نہیں

کس کو نیرنگی ایام کی صورت دکھلائیں

رنگ اڑتا بھی نہیں نقش ٹھہرتا بھی نہیں

Mujhe Azmane Wale Mujhe Azman ke Roye

Mujhe Azmane Wale Mujhe Azman ke Roye
Meri Dastane Hasrat Suna Suna ke Roye

Teri Bewafaiyon Par, Teri Kaj Adaiyon Par
Kabhi Sar chupa Ke Roye, Kabu Munh Chupa Ke Roye

Jo Sunai Anjuman Men Shab-e0 Gham Ki Aab-biti
Kabhi Ro ke Muskaraye, Kabhi Muskara Ke Roye

Main Hun Be-Watan Musafir, Mera Naam Bekasi Hai
Mera Koi Bhi Nahin Hai Jo Gale Laga Ke Roye

Mere Paas Se Guzar Kar Mera Haal Tak Na Poocha
Main Yeh Kaise Maan Jaun Ke Woh Dur Ja KE Roye

Ghazal by Meer Taqi Meer(Ashq aankhon mein kab nahi aata)

Ashq aankhon mein kab nahi aata
lahoo aata hai jab nahi aata

hosh jaata nahi raha laikin
jab woh aata hai tab nahi aata

sabr tha ek monnus-e-hijraan
so woh muddat se ab nahi aata

dil se rukhsat hoi koi khwahish
girya kuch besabab nahi aata

ishq ko haunsla hai shart warna
baat ka kis ko dhab nahi aata

jee may kya kya hai apne aye humdum
per sakhun ta balb nahi aata

door baitha ghubaar meer us say
ishq bin yeh adab nahi aata.

گفتگو اُس سے جو کَل ہو جاتی

گفتگو اُس سے جو کَل ہو جاتی
مجھ سے اِک آدھ غزل ہو جاتی

اُس نے توڑے ہیں ارادے میرے
ورنہ ہر بات اَٹل ہو جاتی

میری خواہش تھی کہ قِسمت کی شِکن
آپ کی زُلف کا بَل ہو جاتی

سانس میں تیری مہک تھی ورنہ
سانس پیغامِ اَجل ہو جاتی

چاند چہرہ تھا جو اُس کا "محسن"
چاندنی اُس کا بَدل ہو جاتی

Tanha raat hai aur tanha safar bhi hai

"Tanha raat hai aur tanha safar bhi hai
khamosh tum bhi hoo,khamosh hum bhi hain

tumhain panay ki arzoo main....
aklay tum bhi hoo,akalay hum bhi hain

neendoon kay safar par janay say....
la taloq tum bhi hoo,la taloq hum bhi hain

is bhari duniya say...........
be zar tum bhi hoo,be zar hum bhi hain

un lafzoon ko samjnay ko.........
be kara tum bhi hoo,be karar hum bhi hain

mohbbat ka "RUKH" mornay main.....
ba kamal tum bhi hoo,ba kamal hum bhi hain

Tuesday, 12 July 2011

مَیں خیال ہوں کِسی اور کا مجھے سوچتا کوئی اور ہے

مَیں خیال ہوں کِسی اور کا مجھے سوچتا کوئی اور ہے
سرِ آئینہ مِرا عکس ہے پسِ آئینہ کوئی اور ہے

میں کِسی کے دستِ طلب میں ہوں نہ کسی کے حرف دعا میں ہوں
میں نصیب ہوں کِسی اور کا مجھے مانگتا کوئی اور ہے

جو وہ لوٹ آئیں تو پُوچھنا نہیں دیکھنا انہیں غور سے
جنہیں راہ میں یہ خبر ملی کہ یہ راستہ کوئی اور ہے

مِری روشنی تِرے خد و خال سے مختلف تو نہیں مگر
تو قریب آ تجھے دیکھ لوں تُو وہی ہے یا کوئی اور ہے

تجھے دُشمنوں کی خبر نہ تھی ، مجھے دوستوں کا پتہ نہیں
تِری داستاں کوئی اور تھی مِرا واقعہ کوئی اور ہے

کہیں ملے تو اسے یہ کہنا

کہیں ملے تو اسے یہ کہنا
فصیل نفرت گرا رہا ھوں
میں گئے دنوں کو بھلا رہا ھوں
وہ اپنے وعدے سے پھر گیا ھے
میں اپنے وعدے نبھا رہا ھوں
کہیں ملے تو اس سے یہ کہنا
نہ دل میں کوئی ملال رکھے
ھمیشہ اپنا خیال رکھے
اپنے سارے غم مجھ کو دے دے
اور تمام خوشیاں سنبھال رکھے
کہیں ملے تو اسے یہ کہنا
میں تنہا ساون بتا چکا ھوں
میں سارے ارماں جلا چکا ھوں
جو شعلے بھڑکے تھے خواھشوں کے
وہ آنسوؤں سے بجھا چکا ھوں

کہیں آرزوئے سفر نہیں، کہیں منزلوں کی خبر نہیں

کہیں آرزوئے سفر نہیں، کہیں منزلوں کی خبر نہیں
کہیں راستہ ہی اندھیر ہے کہیں پا نہیں کہیں پر نہیں
مجھے اضطراب کی چاہ تھی مجھے بے کلی کی تلاش تھی
انھیں خواہشات کے جرم میں کوئی گھر نہیں کوئی در نہیں
کوئی چاند ٹوٹے یا دل جلے یا زمیں کہیں سے ابل پڑے
اہم اسیر صورت حال ہیں ہمیں حادثات کا ڈر نہیں
اے ہوائے موسم ذرا مجھے ساتھ رکھ میرے ساتھ چل
میرے ساتھ میرے قدم نہیں میرے پاس میری نظر نہیں
یہ جو عمر بھر کی ریاضتیں یہ نگر نگر کی مسافتیں
یہ تو روگ ہیں مہ وسال کا یہ تو گردشیں ہیں سفر نہیں

یہ زمانے کی وفائیں‌میرے کام کی نہیں

یہ زمانے کی وفائیں‌میرے کام کی نہیں۔
مجھے اُس کی وفا چاہیے کسی عام کی نہیں۔

اُس کی تو اِک مُسکراہٹ بھی انمول تھی،
یہ تمام مُسکراہٹیں کسی دام کی نہیں۔

مجھے غم ہے تو اُس کے چِھن جانے کا ہے،
پروا مجھ پر لگے الزام کی نہیں۔

میرا ہاتھ دیکھ کر نجومی یہ بولا،
بہت سی چاہتیں تیرے لیے باقی ہیں‌لیکن،
تیرے ہاتھ میں کوئی بھی لکیر اُس کے نام کی نہیں۔

Tm mausom mausom lagti hu

Tm mausom mausom lagti hu.
jo pal pal rang badalti hu.
tm sawan sawan lagti hu ..
jo saloon bd berasti hu..
tm sapna sapna lagti hu.
jo muj ko kam kam dekhai deti hu..
tm pal pal muj say larti hu.
par phir b achi lagti hu.
baat tau hai shermili c .
par kahnay ko dil chahta hai.
lo aj tmain kah dala gazal .
tm apni apni lagti hu.
tm muj ko achi lagti hu.
tm muj ko achi lagti hu

Ab Agar Aao To Jaane Ke Liye Mat Aana



Ab Agar Aao To Jaane Ke Liye Mat Aana
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mat Aana
Maine Palkon Pe Tamannayein Saja Rakhi Hai
Dil Par Ummid Ki 100 Rasmein Jala Rakhi Hai
Ye Haseen Shaamein Bujhane Ke Liye Mat Aana
Pyaar Ki Aag Mein Zanjeer Pighal Sakti Hai
Chahne Walon Ki Taqdeer Badal Sakti Hai
Hoon Bebas Ye Batane Ke Liye Mat Aana
Mujhse Milneki Agar Tumko Nahi Chahat Koi
Tum Sirf Rasmein Nibhane Ke Liye Mat Aana

Wednesday, 6 July 2011

wafa k shish mahal mein saja liya main ne

wafa k shish mahal mein saja liya main ne
wo ek dil jise patthar bana liya main ne
ye soch kar k na ho tak mein khushi koi
gamon ki ot mein khud ko chupa liya main ne
kabhi na khatm kiya main ne roshani ka muhaz
agar chirag bujha, dil jala liya main ne
kamal ye hai k jo dushman pe chalana tha
wo tir apne kaleje pe kha liya main ne
‘Qateel’ jiski adawat mein ek pyar bhi tha
us admi ko gale se laga liya main ne

wo dil hi kya tere milne ki jo dua na kare

wo dil hi kya tere milne ki jo dua na kare
main tujh ko bhul k zinda rahun Khuda na kare
rahega sath tera pyar zindagi bankar
ye aur bat meri zindagi wafa na kare
ye thik hai nahin marta koi judai mein
Khuda kisi se kisi ko magar juda na kare
suna hai usko mohabbat duayen deti hai
jo dil pe chot to khaye magar gila na kare
zamana dekh chuka hai parakh chuka hai use
“Qateel” jan se jaye par iltaja na kare

ye mojaza bhi muhabbat kabhi dikhaye mujhe

ye mojaza bhi muhabbat kabhi dikhaye mujhe
k sang tujhpe gire aur zakhm aye mujhe
wo maharaban hai to iqrar kyun nahin karta
wo badguman hai to sau bar azmaye mujhe
main apne paon tale raundata hun saye ko
badan mera hi sahi dopahar na bhaye mujhe
main ghar se teri tamanna pahan k jab niklun
barhana shahar mein koi nazar na aye mujhe
wo mera dost hai sare jahan ko hai malum
daga kare wo kisi se to sharm aye mujhe
main apni zat mein nilam ho raha hun ‘Qateel’
gam-e-hayat se kah do kharid laye mujhe

yon lage dost tera mujhse khafa ho jana

yon lage dost tera mujhse khafa ho jana
jis tarah phul se khushbu ka juda ho jana

ahl-e-dil se ye tera tark-e-ta’alluq
waqt se pahle asiron ka riha ho jana

yon agar ho to jahan mein koi kafir na rahe
mojza tere wade ka wafa ho jana

zindagi main bhi chalunga tere piche-piche
tu mere dost ka naqsh-e-kaf-e-pa ho jana

jane wo kaun si kaifiyat-e-gamkhwari hai
mere pite hi “Qateel” us ko nasha ho jana

yun chup rahna thik nahin koi mithi bat karo

yun chup rahna thik nahin koi mithi bat karo
mor chakor papiha koyal sab ko mat karo
sawan to man bagiya se bin barse bit gaya
ras mein dube nagme ki ab tum barsat karo
hijr ki ik lambi manzil ko janewala hun
apni yadon ke kuch saye mere sath karo
main kirnon ki kaliyan chunkar sej bana lunga
tum mukhre ka chand jalao raushan rat karo
pyar buri shay nahin hai lekin phir bhi yar “Qateel”
gali-gali taqsim na tum apne jazbat karo

zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain
main to mar kar bhi meri jan tujhe chahunga
tu mila hai to ye ehsas hua hai mujhko
ye meri umr mohabbat k liye thori hai
ik zara sa gam-e-dauran ka bhi haq hai jis par
main ne wo sans bhi tere liye rakh chori hai
tujh pe ho jaunga qurban tujhe chahunga
apne jazbat mein nagmat rachane k liye
main ne dharakan ki tarah dil mein basaya hai tujhe
main tasawwur bhi judai ka bhala kaise karun
main ne qismat ki lakiron se churaya hai tujhe
pyar ka ban k nigehaban tujhe chahunga
teri har chap se jalte hain khayalon mein chirag
jab bhi tu aye jagata hua jadu aye
tujhako chhu lun to phir ae jan-e-tamanna mujhko
der tak apne badan se teri khushbu aye
tu bahron ka hai unwan tujhe chahunga

Tuesday, 5 July 2011

Mujhe Maaf Kar Mere Humsafar

Mujhe Maaf Kar Mere Humsafar,
Tujhe Chahna Meri Bhool Thi.

Kisi Raah Per Jo Uthi Nazar,
Tujhe Dekhna Meri Bhool Thi.

Koe Nazm Ho Ya Koe Ghazal,
Kahin Raat Ho Ya Kahin Sehar.
Wo Gali Gali Wo Shehar Shehar
Tujhe Dhoondna Meri Bhoool Thi.

Mere Gham Ki Koe Dawa Nahi,
Mujhe Tujhse Koe Gila Nahi.

Tera Koe Mere Siwa Nahi,
Yehi Sochna Meri Bhool Thi

kash main teray haseen hath ka kangan hota

kash main teray haseen hath ka kangan hota

tu baray piyar say chao say baray man kay sath

apni nazuk see kalaee main charhaty mujh ko

aor betaby say furqat kay khiza lamhon main

tu kisee soch main doby jo ghumaty mujh ko

main teray hath ki khushbu say mehak sa jata

jab kabhi mood main akar mujhay chuma karty

teray honton ki main hiddat say dehak sa jata

rat ko jab bhi tu nindh kay safar pay jaty

marmarin hath ka eik takiya banaya karty

main teray kan say lag kar kaii batain karta

tery zulfon ko teray gal ko chumaa karta

mujh ko betab sa rakhta tery chahat ka nasha

main tery roh kay gulshan main mehakta rehta

main teray jism kay angan main khanakta rehta

kuch nahin tu yehi benam sa bandhan hota

kash main teray hansee hath ka kangan hota

Zindagi yun teri chahat k naam kr di

Zindagi yun teri chahat k naam kr di
Jese ghaney darakhat k neechey shaam kr di
Laut jatey hain parindey b shaam hotey he
Hum ne to har shaam he tere naam kard

Bohat udas hai koi shaks tere janey say

Bohat udas hai koi shaks tere janey say~

Ho sakay tho laut aa kisi bahanay say~

To laakh khafa sahe mugar 1 bar to dheak~
......
Koi toot gaya hai teray rooth janay say~

Suna Hay Ab Kay Woh Udas Rehta Hai,

Suna Hay Ab Kay Woh Udas Rehta Hai,
Us Se Kahon Kay Woh Udas Na Ho Kiuonkay!

Us Ki Udasi Ke Sath,
Us Ki Ankhain Bhi Num Num Si Lugti Hain,

Us Ke Hont Bhi Chup Chup Say Lugtay Hain,
Us Ke Yeh Chup Hont Or Num Ankhain,

Mare Kumzori Hain,Us Se Kahu!
Woh Udas Na Ho,Jo Woh Chahta Hai,

Mujh Se Lay Le,Be Shak Chahe Mujhay Na,
Apne Mun Passand Sathi Ke Sung Ho Jaye,
Kiuonkay Us Ky Udasi Mari Kumzori Hai,

Ghazals-Sad

کسی سے عہد و پیماں کر نہ رہیو
تُو اس بستی میں رہیو پر نہ رہیو

سفر کرنا ہے آخر دو پلک بیچ
سفر لمبا ہے بے بستر نہ رہیو

ہر اک حالت کے بیری ہیں یہ لمحے
کسی غم کے بھروسے پر نہ رہیو

ہمارا عمر بھر کا ساتھ ٹھیرا
سو میرے ساتھ تُو دن بھر نہ رہیو

بہت دشوار ہو جائے گا جینا
یہاں تُو ذات کے اندر نہ رہیو

سویرے ہی سے گھر آجائیو آج
ہے روزِ واقعہ باہر نہ رہیو

کہیں چھپ جاؤ تہ خانوں میں جا کر
شبِ فتنہ ہے اپنے گھر نہ رہیو

نظر پر بار ہو جاتے ہیں منظر
جہاں رہیو وہاں اکثر نہ رہیو